Syed Admin


Joined : 22 Aug 2008 Posts : 21 Location : Some Where In The City [New York]
 | Subject: Waqt-e-Wasl.!!! Fri Aug 22, 2008 4:56 pm | |
| Waqt-e-Wasl !!!
Meri tanhai ab alvida tujhko Apnay khwaaboN ko aayaa hai haqeeqat ka mehkata paigham Meray yaqeeN say haar gayi aakhir kismat ki bhi zid- Bhari aaNkhoN maiN muskurati keh rahi hai meray iNtzaar ki shiddat Aur shokh raNgoN ko machaltay haiN- Meray sadioN say afsurda geet Husn ban kay aayaa hai meray khwaaboN ki saraapaa taabeer Ja teray zulm-o-sitam saub muaaf ai zamana-o-taqdeer Khushi itni piyari hoti hai mujhy maaloom na tha!!! |
|
Chandni
Joined : 23 Aug 2008 Posts : 47
 | Subject: Re: Waqt-e-Wasl.!!! Mon Aug 25, 2008 2:42 pm | |
| very nice syed |
|